Ham shradha ke suman liye
    
    swagat sadar karte h
    
    Ham abhinandan karte hain2
    
    Hai Vidya budhi vibhaw se 
    
    Geeta hai Gyan hmara
    
    Par prem pradeep jla hai
    
    Chanchal hai hriday hamara
    
    Hm nanhen munne hriday liye
    
    is deep shikha ke path par 
    
    shat shat chandan jharte hain
    
    Hm abhinandan karte hain2
    
    Hm shradha.........
    
    Ha aasu den ya hashi Khushi batlao
    
    Hm hai vipann de sakte Kya samjhao
    
    Ham nanhen munne hriday liye
    
    pal pal  vandan karte hain
    
    hm abhinandan karte hain
    
    Rachna-.  Krishnawati Kumari
     
 
 
 
 

 
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें